Tujhe yaad karte hain har lamha,
Har lamha ab saalon-sa lagta hai
Ab judaai nahin sahee jaati,
Jo tera aana mumkin-sa lagta hai
******************************************************************************
"Kaun kehta hai ki aasmaan mein suraag nahin hota... zara tabeeyat se patthar to maaro..."
3 comments:
:) die hard romantic, aren't you? good to see you back and rocking.
this is beautiful!
Jaise Til Mein Tel Hai, Jyon Chakmak Mein Aag
Tera Sayeen Tujh Mein Hai, Tu Jaag Sake To Jaag
Post a Comment